How to Increase YouTube Suscribers and Views Quickly

Hello Guys

You all are Welcome to www.techbrhindi.com .

Dosto yadi apka bhi Youtube par koi channel hai or aap chahate hein ki Subscriber or Views kaise Increase karein Quickly to dosto aap shi Website par Visit kar chuke ho ji haa. Aaj me apke saath kuch apna perosonal Experience Share karna chahata hu .dosto sabse phele to apko basic baatein btata chalu thoda , aage deep me btaunga .yadi apko Only View increase karne hai to apko thumbnail and title ek dum Satik banana hoga satik matlab ek dum unique or apko kam se kam minute ki video shoot karni hai jase 2 3 minutes ki bas ..thumnails or title aisa daalo ki jo bhi dekhe trunt click kre apki videos pr . isse apke Views to increase ho jayenge lekin Subsriber bhut kam.To aaj ham usi ke bare me dekhenge ,to jada time na gwaate hue start karte hai

How To Increase Subscriber And View for YouTube 








Here Is The Tips for Increasing the Subscribers on YouTube.


1)Good Content :
 
        Dosto aap Jis bhi topic pr Video bna sakte hai to usi par bnayein . lekin apke samjhaane ka tarika kafi accha or easy hona chaiye .taki koi bhi apki video dekhein to use samj me Easily aa jaye.suru me me thode kam view aayenge koi baat nhi jaise jaise apka channel puara ho jayga sab theek ho jata hai
kaie baar kya hota hai apka Content to good hota hai lekin jo samjhane ka traika hota wo kafi fast or fta fat hota hai .to ye cheej apko nhi karni hai . is cheej se apko bachna hai. Subscribe apne aap Increase ho jayenge

 2)Best Thumbail :

          Dosto Sabse phele to apko ye pta hona chaiye ki thumbnail kya hoti hai . to thumbnail wo hoti hai jo Youtube Video me ek jo image lagi hogi hoti . jo video play hone se phele Dekhti hai video ke uper use thumbnail khete hai .

           Dosto Sabse phela kaam jo ki bhut hi Important hota hai. wo hai ek accha sa Thumbnail .dosto apne jo video shoot kri hi uske liye ek Best Thumbnail bnayein. ab aap hi socho yadi Apka Thumbnail accha nhi hoga to Koi Apki video par click ni krega. jab click hi nhi karega to Subscribe kha se karega to Thumbnail accha banana hoga .Thumbnail Acha hoga to Subscriber badhne ki Posibility kaafi Badh jati hai.to app Youtube se Seekh sakte hai Thumbnail achha kaise bnayein

3)Best Editing :
     
         Dosto aap Jab Video shoot karte hai to kaie bar kya hota hai kuch cheje bhul jate hai.ya kuch cheeje highlight karne dekhani hoti hai  jise app video Editing k time theek kar sakte hai . jaise pc ke liye Wondershare Filmora bhut hi best Software hai Video Editing karne k liye .apke Video ka Intro jada long kabhi na Daale ...use kam se kam rakhne ke kosis krein. or apni video ko kafi interesting bnane k liye aap Background me dheemi awaj me koi music bhi laga sakte hai..jisse video par watch time increase hota or video youtube Suggestion me aa jata hai or bda k view aane start ho jate hai

4)Unique Content :

    
       Dosto ager aap Subscriber Bahut teji se Increase karna chate hai to apka content bhut hi uniqee hona chaiye .jaise BB ki Vines ek Channel hai ya Amit Bhadana ki trah koi Uniquee Content Dhundna pdega apne ander . fir hame Subscriber increase kiye bina hi Bhut Earning kar sakt hai.
app kosis karo ki Es tra ke topic par video banane ki ..ki us topic ke bare me phele se koi Video na dali ho Youtube pr. ye bhi ek dum perfect way hai Subsriber increase karne ka

5)Discription & Tags :
       
        Dosto Discription me and tags me apne video ke title ko dalna hai .Kuch is trike se dalna hai ki jab koi  visitor search kre jis name se usi name se related dalna hai . us title ko apko alag lag Language me translate karne daal dena hai..taki apki video jada se jada Search me aa sake.
Or Subscriber Badh Sakein .



How To Download YouTube Video Without Video Downloader App


Note: Dont Forgot to comment if it is helpful for you


Thankyou 
By Www.Techbrhindi.com

Share On Facebook :)

No comments

Powered by Blogger.